Revenuehits ads se paise kaise kamaye (Earn Money With Revenuehits )

Hiii dosto Me iss article me bataunga Revenuehits ads ke baare me jo ki google adsence ke baad 2 no. he.
Pehle mene bataya  tha ki website kaise banate he

Agar aapne website bana li he or logo ki madad karne bhi lage ho to apne Blog par ads daalkar paisa kamaye...


REVENUEHITS KYA HE?


Revenuehits ek Ad Network hai site hai jise MyAdsWise Ltd. Ne 2008 me suru ki thi. Revenuehits ek different Ads network hai jo CPA Ad Network par Bassed hai. Jo visitor dwara kiye har Action pe hume paise deti hai. CPA Ad Network CPC ya CPM se thoda alag hai. Jab koi visitor humare  website me dikh rhe Revenuehits ke Ads pe kaisa bhi reaction karta hai to uske bhi hume paise milte hai.

Ab hum yeh to jan gaye ki revenuehits kya he..
Too Chaliye Jante he ki ispe account kaise banata he?

REVENUEHITS PAR ACCOUNT KAISE BANAYE?


STEP-1  Revenuehits account banane ke liye yaha click kare Ya fir www.Revenuehits.com par jaye














Join Now Par click kare.

STEP-2


1.  Aapka name daale..
2. Aapki surname daale..
3. Aapki website ka name daale..
4. Aapki site ka URL daale..
5. Agar aapki website he to web hi rehne dee..
6. Ab accessories select karle..
7. Next Step Par click kare...

STEP-3

1. Aapka name daale....
2. Aapke Password daale...
3. Email id daale...
4. Phone number daale...
5. Jo bhi digit aapke screen par he un dono ko plus kare...
6. Accept terms and condition par tick kare..
7. Submit Par click kare...

STEP-4  Email check kare waha Aapko Revenuehits waalo ne ek email bheja he..

Activate my Account Par click kare...

STEP-5



Apna username daale
Password daale
Sign in Par click kare...

STEP-6

Placement par click kare..
Or fir New Placement Par click kare...

STEP-7

Ab  size select karle jo Aapko achi lage wo...

STEP-8

1.  Jis Par aap ads daal rahe ho uska name likhe...
2.  Size select karle..
3. Description likhe aap chahe to khali rakh sakte ho..
4. Save Par click kare..

STEP-9

</> Par click kare..

STEP-10

Code copy karle.. is code ko hame Html/javascript me paste karna he..
uske liye step-11 follow kare.

STEP-11 Blogger.com par jaye..

Layout par konse bhi  ADD A GADGET Par click kare..

STEP-12 Uske baad ek pop-up page khulega

HTML/JavaScript  Select kare...

STEP-13

Title Khali hi rehne de
Or Conents me code ko paste kar de
Save kar de...
Previous
Next Post »

Popular Post