Google AdSense alternative for small Indian publisher Hindi blog ke liye .
Agar aap bhi Google AdSense alternative network ke baare mein Jaana Chahte Hain,to is post ko pura Pade. Jaisa ki aap Jante Hain Kisi website ya blog par likh kar paisa kamana Itna asaan bhi nahi hai. hame lagatar high quality content post karne ki Zaroorat hoti hai. lekin mujhe Sawal Yeh Hai Ki agar Google AdSense aapko approved Na Kare to Phir is se paise Kaise kamaye ?
image credit smallseotools.site |
Sabhi blog publisher ke liye Pehla Pasanddida ad network Google AdSense hi hai. aur isme kuch bhi galat nahi hi, Kyunki Google AdSense world ka largest ad network hai. AdSense ke dwara reject Ho Jane Ke Baad Kya hum blogging se kamai nahi kar sakte ? nahi Hamare Paas aur bahut Sare option…
aaj ke is post me Hum Aise hi kuch aur add network ke baare mein janenge Jo ki Indian publishers ke liye best Google AdSense alternative ho sakte. aap apne block se Jinke ad Laga kar dher Sara Paisa Kama sakte hain .
Yahan Main kuch acche ad network ke baare mein batane Wala Hoon.
best advertising network for Indian publisher AdSense alternative.
- Infolink
Indian publishers ke liye in infolink bahut hai behtareen AdSense alternative Ad network hai. Jo ki Apne publishers oh Achha amount pay karta hai.
Infolink Ek text best advertisement network hai. jo Hame text adharit ads Pradhan karta hai, aur jo Hamare blog par Jyada Jagah Ko Nahi leta hai.
infolink 4 tarike ka ad show karta hai :- in fold, in-text,in-frame, aur in-tag ads.
infolink Hindi website ko approve nahi karta hai lekin agar aap English ya phir hinglish mein post likhte Hain To turant approver Jayega.
2. Chitika
Chitika high paying ads network hai yadi aap AdSense ke Approved na hone se pareshan hai to Iska upyog kar sakte hain. Yahan Par aapko bas Apna account create karna hai aur chitika ke ads aap ki website par Laga Sakte hai.
Chitika 3 Tarik a ad provide karta hai :- search target ad mobile ad or local ad our yahi iski sabse achi baat hai iske dwara Hum Apni pasand k ad show kar sakte hain, Saat hi yaha Par aap top quality advertiser kabhi Chunav kar sakte hain.
ConversionConversion EmoticonEmoticon