Pet dard ke upchar Ke 5 Assan desi nuskhe aur gharelu upay……

Pet dard ke upchar Ke 5 Assan desi nuskhe aur gharelu upay……

khane Peene ki galat Aadat  aur unhealthy Lifestyle ki wajah se adhiktar log Kisi Na Kisi Bimari se Gusta Rehte Hain. Kharab pachan tantra, pait Mein Dard,  gas, Jalan aur bete ki dusri bimariyon ka Pramukh Kahan Yeh hai.

is poster me Hum pet dard ke upchar ke gharelu nuskhe Bata rahe hain Jinke istemal Se Dard Toh Kaam Ho Gaya Hai Aur pachan Kriya abhi thik Hogi. pachan tantra thik hone se pet ke andar Aise Bhi chutkara Milega .
Pet dard ke upchar Ke 10 Assan desi nuskhe aur gharelu upay……
image credit youtube.com

Pait Dard hone ke Karan kya hai…….

Kabza ki wajah se pait ka thik se saaf na hona, acidity, pet me Jalan, pait Mein gas, dast, collapse Khane Peene se pait Dard Ki Shikayat Ho Jati Hai.

pet dard ka upchar ke gharelu upay……………..Stomach pain treatment tips in Hindi………….

Pet ke Dard Se jaldi Aaram paane ke liye Jyada tar log Dard nivarak Dawaon ka Sevan  Karte Hain, dosto in medicines se pain Main Toh Rahat mil Jati Hai. Par pet ki samasya ka ilaj nahi ho pata. Aaiye padte Hain Kuch Aise Ayurvedic aur gharelu nuskhe Jo Dard ko thik karte hai aur Sathi pet ke dard ke Karan ka Bhi  upchar Karte hai.

pet kharab hone par upay……. 1.Ginger (Adrak)

Agra ke chote Tukde ko मुंह Mein Rakhe aur uska  रस chuse.
Ek se Do chammach  nebu (lemon)Rush, Ek chammach Adrak Ka Ras aur Thodi Si chini Mila kar sevanKarne se stomach pain  se turant chutkara Milta Hai.
nabhi par Adrak ke Ras se Malish karne par bhi pet Dard Dur Hota Hai.

2.Mauli

pet ke liye Mooli Ka Sevan bahut achha hai. Mooli aur Kali Mai thoda Kala namak dial Karke khane se pet se Judi Aaneko Bimari Main Aaram Milta Hai.

3.  Hing

Pet dard ka upchar karne mein hing ka prayog bhi kafi faida karta hai. Agar Kisi chote bache ka pet dard ho to Top 2-3 gram hing  Thode Se Pani Mein Mila kar laip Bana le aur bache ke pet ki nabhi Ke Aas Paas Lagaye. is gharelu upay se pait Mein banne wali gas Baat nikal Jayegi aur Dard kam lagega.

4. Jira

Jire ka prayog pet ki bimariyo ke ilaz me raamban ka kaam karta hai . 3 se 5 gram jire ko tave par rakh kar bhun le aur din me 3 4 baar paani ke sath iska sevan kare .jire ko chaba chaba kar khane se jaldi aaram milta hai .

5. Tulsi

Tulsi ka ras 10 se 12 gram lene se pet ke marod shant hota hai , aur pet dard me aaram milta hai .

Previous
Next Post »

Popular Post