Duniya ka sabse sasta aour chota computer PC raspberry pi ki jankari hindi me
Namaskar dosto mai sagar , aaj ke is post me aapko duniya ke
sabse sasta computer ke bare me batane waala hu , raspberry pi duniya ka sabse
chota aour sata computer hai , lekin iske size se ye mat sochiye ki ye kuchh
kam ka nahi hai yah wo har kaam kar sakti hai jo aapke ghar ya office me rakha
pc ya leptop kar sakta hai .
Ji ha
dosto yah ek ATM size ka bahut hi chota computer hai jo ki aapke ghar me rakhe
ek CPU ka chota roop hai . Dosto aap agar ek computer ghar ke use ke liye ya office
ke use ke liye lete hai to 20,000 se 22,000 rupye tak kharch karma padta hai . fir bhi
etna paisa kharcha karne ke baad bhi aapko apne pasnd ka computer nahi mil
pata.
Image Credit BestBuy.com |
Kya fark hai Normal Computar Aour Raspberry PI me
Normal Computer bahut mahnga hai , bahut hi jyada Electricity
use karta hai. Sath hi aap kahi aour ja rahe hai to ese sath nahi le ja sakte .
raspberry Pi bahut hi
sasta hai aour , bahut hi kam Electricity me chalne wala computer hai aour aap
ese badi hi aasani se kahi bhi apne Pocket me rakh kar le ja sakte hai .
Kya Kya Lagta Hai Raspberry Pi me
Agar aap raspberry Pi lena chahte hai to aapko ek HDMI Support
LED TV lena hoga jo baki time aapke ghar ke liye TV ka kaam karegi .Aour jab
aapko computer chalana hai to bas Raspberry PI se connect kar ke aap apna kaam
kar sakte hai.
Dosto Dekha jaye to agar aap apne ghar ke liye ek kam bajat
( Sasta ) computer lene jaye to , hum kya lenge Intel Pentium 4 ya P2 – P3 ye Processor
lagwne ke baad jo mother Bord Hoga wok am se kam 3500 se 3800 ka hoga .
Raspberry PI RS. 2500 Me Kya Kya Milta hai….
Processor :- Raspberry Pi Me aapko
Processor 1.3GHz ARM Cortex-v8 Quad Core
laga rahta hai jo ki abhi ke samay me sabse heavy Processor hai. Jiske karan
Raspberry PI Normal COMPUTER se 5 guna tezi se kaam karta hai .
Chipset
:- Broadcom BCM2837 Chipset , har badi software Company
jo Software banana ka kam karti hai , ya fir Mobile Me Smartphone ho ya Robot
ho abhi ke Time me yahi Chipset 80% aapko yahi milega
Note
:- Dosto agar aapke man me Raspberry PI
se Judah hua koi bhi sawal ho to aap niche Comment Box me comment kar ke humse
Puchh sakte hai hum aapko jawab jarur denge
ConversionConversion EmoticonEmoticon