Best Free online software for computer...

Best Free online software for computer...

Aaj ke Time mein computer ke liye acche software bahut kam Milte Hain. Jo aapke Kaam ke Hote Hain, agar aap computer ke liye software by karne ki soch rahe hain. Toh aap software kharidne ke pehle is post Mein Bataye Gaye online free software ka us Jarur kar le. Aapko yeah internet par bilkul free mein Mil Jayega. Ho sakta hai jo aap ki problem ho ye online free software solve kar de.
Agar aap Koi professional kaam karte hain, aise software ki bahut jarurat hoti hai. Aur Agar aapko kaam karna hai, aur aapke paas Ho software aapke computer mein nahi hai. Toh aapko bahut problem ho sakti hai. Lekin aap Yeh post padhne Ke Baad uS problem ko Khud he solve kar sakte hain.

Best Free online software for computer...
image credit pcmage.com

Aaiye Jante Hain free online software ke baare mein.....

1. soundation :- music creation
Soundation bahut accha software hai. ye esa tools or effect deta hai. Jo sirf professional music studio software ke sath Aata Hai.
Aap apni browser Windows Mein Install kar sakte hain. Isme 600 Se Bhi Jyada audio loops aur sample hai. Isme aap free account Banakar songs ko save or publish kar sakte hain.
Agar aapko recording ki service chahiye toh aap iske paid plan ka use kar sakte hain...
2. Photoshop editor :-
Adobe ka online photo editor basic image adjustment ke liye bahut achha hai. ICSE aap Basic editing main crop, resize, rotate, jaise kaam aasani se kar sakte hain.

Aap Chahe to white balance, soft focus aur highlight jaise kaam bhi kar sakte hain. Isme software mein kisi bhi picture ki quality thik karne ke bhi option hai, jis Se hum low quality image ko thoda achha bana sakte hain.
3. PDF tool
> www.pdfunlock.com ki help Se Kisi bhi PDF par Lage ban ko remove kar sakte hain.
>www.pdfmerge.com ki help se aap kai files ko ek Sath jod sakte hain.
>www.splitpdf.com she helps a app multiple PDF se apne Kaam ke PDF ko Alag kar sakte hain.
4. Pixlr 
ye Ek online photo editor Hai. Aap Is software ka use Karke online hai new image ready kar sakte hain. Aap isme computer se koi bhi image ko upload kar sakte hain. Aur uRL Se Kisi bhi photo ko open kar sakte hain.
Isme kai tools hai. Layers ko support karte Hain. Snake I filter effects level control bhi hai. Our aap isme Kisi bhi image ko Apne computer mein save kar sakte hain.
5. OCR
Ocr online ki help se aap Kisi bhi scan documents, pDF file, ko text file mein change kar sakte hain.
Kisi bhi file ko text may change karne ke liye aapko sign up karna hoga.
Aap scanning kar rahe hain. To ese 300 dpi me set kar de.
Previous
Next Post »

Popular Post